zindagi kiss tarah bitaogi
pas jab humen nuhen pao gi.
din mein tanhayan sataengy
raat ko chonk kar uth jaogi.
rat bhar nend kyon nuhen aaty
tum yeh khod bhy samjh na paogi.
log pochen gi is tanhai ka sbub
kiya chupaogi kiya bataaogi.
pulken har baar bheeg jaingi
jub kabhy khul ke muskraogi.
mery yadein bahut sataengy
jab bhy barash mein bheeg jaogi.
khod ko tanha na pa sakogi kabhy
har jagah mera akss paogi.
2 Responses
GHUM BALOCH
04|Sep|2007 1zindagi kiss tarah bitaogi
pas jab humen nuhen pao gi.
din mein tanhayan sataengy
raat ko chonk kar uth jaogi.
rat bhar nend kyon nuhen aaty
tum yeh khod bhy samjh na paogi.
log pochen gi is tanhai ka sbub
kiya chupaogi kiya bataaogi.
pulken har baar bheeg jaingi
jub kabhy khul ke muskraogi.
mery yadein bahut sataengy
jab bhy barash mein bheeg jaogi.
khod ko tanha na pa sakogi kabhy
har jagah mera akss paogi.
ARZOO
05|Sep|2007 2WOWWWWWWWW
Leave a reply