Bandh lain hathoon pay seenay pay saja lain tum ko,
Sochtay hain k aik taveez bana lain tum ko,
Phir tumhain roz sanwarain tumhain barhta daikhain,
Kion na aangun main chunbaili sa laga lain tum ko,
Kis qadar toot ker tum per hamain pyaar aata hay,
Bhur lain banhoon main aur maar hi dalain tum ko..!
Submitted by: Mehar
One Response
nadeem
02|Feb|2008 1bayan kar sake aaaj ye woh dard nahi,kisi ko nazar aasakhe ye woh zakhm nahi,is ke nishaan dil par bhi naar nahi aate kyon ki inka koi marhum nahi…jab zindagi maut banjaye toh is pyare koi dilbar nahi
Leave a reply