Main aur mera computer

aksar ye batain kartain hain

ki tum online hoti to aisa hota

ki tum online hoti to waisa hota

ki tum online hoti to kaisa hota

ki tum meri kisi bat per kitna hasati

ki main tumhari kisi bat per kitna hasata

ki tum meri kisi bat per kitna gussa hoti

ki tum tumhari kisi bat per kitna gussa hota

ki tum mujhko stupid kahti

ki main tumko stupid kahta

ki tum kabhi mujhko kuch kahti

ki main kabhi tumko kuch kahta

main aur mera computer

aksar ye batain kartain hain…………………………………

ki main ye janata hu ki abhi tum online nahi ho

per phir bhi na jane kyo main tumse batain kiye ja raha hu

mujhe aisa lag raha ki tum yahi ho mere aas pass ho…..

Submitted By: Sarya