kitne haseen hai aap,
khud ko duniya ki nazar se bachaya karo,
ankho me kajal lagana hi kafi nahi,
gale me nimbu mirchi or chappal bhi latkaya karo…

Submitted by: Anil