Hoti nahin wafa to jafa hi kya karo
tum bhi to koi rasme-e-mohabbat ada karo
hum tum pe mar mite hain ye kis ka qasor hay
aaina lay k hath main khud faisla karo…

Submitted by: Radha