chaha tha us ko rooh ki gahraiyon k sath..
zinda hain apni zaat ki tanhaiyon k sath..
roka nahi us ko bicharny k waqt b..
apni wafa py naaz tha sachaiyon k sath..

Submitted by: Khurram