Kya aap jante hain k dunya mai sab se intelligent kon hai???
Zahir hai
AAP
to ho nhi skte
to
KOI AUR HI HOGA
Submitted by: Zameer
Dil se hum aap ko janab kehte hain
Moo se hum aap ko aadab kehte hain
Aap jahan kahin bhi tashreef le jatay hain
Sab aap ko khuda ka azaab kehte hain.
Submitted by: Zara
I Love U
Yes I Love U
Sach Main
Please Beleive Me Yaar
I Love U
Kyn K Doctor Kehte Hyn
”Paagalo’n Ka Elaaj Pyaar Se Hii Hota Hy”
Submitted by: Mohit
Aaj kal tum mushkurati bahut ho,
mere dil ko bhaati bahut ho,
dil kehta hai le jaaun tumhen dinner pe,
par suna hai tum khaati bahut ho!
Submitted by: Sameer
My
Sweet
Country
Pakistan
K
City
Karachi
K
Town
Sadar
K
1 Bazaar
K
Chok Per Read the rest of this entry »
Meri yaad aye: yaad karo
Zyada aye: sms Karo
Ussey zyada aye: phone karo
Ussey bhi zyada aye: to millo
Ager ussey bhi zyada aaye
.
to
.
Plz jhoot bolna band karo
Submitted by: Sahar Zaheer
Email: miss_soooper@yahoo.com
Mind jis ka
ICE
Life jis ki
NICE
Heart jis ka
PURE
Success milay
SURE
Nazar jis ki
CLEAR
Banay jo sab ki
DEAR
Friendship jis pay
END
Wo hai apki friend…
“SAHAR”
Submitted by: Sahar Zaheer
Email: miss_soooper@yahoo.com
Pathan,sindhi, Balochi, Saraiki Farishtay sy bolay k ALLAH sy arz karo k Jahan dekho har Mehkmay mein Punjabi hi hoty hain
Q?
Farishta bola:
Mai hunay Gya ty Hunay aya.
Submitted by: Zahid But
Main nay aap ko kal
khuwab main HOROON
k darmiyan daikha.
Main nay khuda say pocha,
Is ko kis naiki ki jaza mili hai.
Khuda nay farmaya:
is ko jaza nahin,
HOROON ko SAZA mili hay
Submitted by: Sameer
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
Submitted by: Amit