|
|
kuch khud b thay afsurda say,,
kuch tum b hum say rooth gaye,,
kuch khud hi zzakhm k aadi thay,,
kuch sheeshay hath say choot gaye,,
kuch khud b hassaas thay bohat,,
kuch apnay muqadar rooth gaye,,
kuch tum ko sach say nafrat thi,,,
kuch hum say na bolay jhoot gaye,,
kuch logon nay uskaya tumain,,
kuch apnay muqadar phoot gaye,,
kuch khud itnay mohtaat na thay,,
kuch log b hum ko loot gaye,,
kuch talkh hakaik thay itnay,
k khaab hi saray toot gaye………
Submitted by: Fomi
Palko pe apni bithaya hai tumhein
bari duan k bad paya hai tumhein
bhulanay ki b koshish karon tou kaisy?
Aakhir kismat ki lakero se churaya hai tumhain)
Submitted by: Khurram
(03335318961, 03345375054)
wo barish hi kya, jisme bhiga na jaye,
wo bichadna hi kya jisme aansu na aaye,
ise hi to kehte hain bebsi,
k har pal koi yaad to aaye par use mila na jaye.
Submitted by: Preet
Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rah
Hasi ne labo per thirakna chod diya khawabo main sapno main aana chod diya nahi aati ab to hichkiyaan bhi shayad apne hame yaad karna chor diya
I always knew that looking back on my tears would someday make me laugh, but i never knew that looking back on my laughter would someday make me cry. miss you.
aanson ko bohat samjhaya tanhai mein aya karo
mehfil mein hamara mazak na banaya karo
espar anso tarap kar bolay
itnay logo mein ap ko tanha patay hain
isliye chale atay hain
Jis din se juda vo humse hue
is dil ne dharkna chor diya
hai chaand ka mooh bhi utra utra
taaro ne chamkna chor diya
dil gumsum ………zubaan khamosh………..
yeh aankhein nam kyu hai………………?????
jab tujhe kabhi paya hi na tha……..
to aaj tujhe khone ka ghum kyu hai……………….??????????/
har dua kubul nahi hoti,
har aarzu puri nahi hoti,
jinke dil mein \”aap\”jaise dost rahte ho,
unke liye dhadakne bhi zaruri nahi hoti…
