Wo Nazar Kahan Se Laon Jo Unhe Bola De,
Wo Dawa Kahan Se Laon Jo Dard Mita De,
Milna Tu Likha Hota Hai Takdeeron Main,
Wo Takdeer Kahan Se Laon Jo Mila De
Royengi ye aankhein muskuraane ke baad,
Aayegi raat din dhal jaane ke baad,
Tum kabhi naa ruthnaa mujhse ae yaar,
Shayad ye zindagi hi na ruth jaaye,
Tumhare rooth jaane ke baad.