|
|
Aey Karbala k qasr ki mai’maar as’salam….
Aey jur’aton ki aahani deewar as’salam….
Ghurbat may Shahzadi-e Mukhtar as’salam….
Aey ghaaza-e-rukh-e-Shah-e-abraar as’salam….
Jo rang charh chuka tha utarnay nahi diya….
Tu nay kisi Shaheed ko mernay nahi diya.
Submitted By: Kashif
January 13th, 2010 at 12:49 am
Ungliya 5 brabr to nahi hoti, par panjatan 5 ko dekha to brabar nikle, mal islam ne bata to hazaro moujud, khoon islam ne maga to 72 nikle…….