aanson ko bohat samjhaya tanhai mein aya karo
mehfil mein hamara mazak na banaya karo
espar anso tarap kar bolay
itnay logo mein ap ko tanha patay hain
isliye chale atay hain