wafa ka saleeqa ager ata nehi tum ko to ,
pyar ka roq zamany ko lagaty kyun ho,
tum khafa muj say ho to btow muj ko ,
meri rahun may palkon ko bachaty kyun ho?
Jakham aisa diya ki koi dawa kaam na aayi,
aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi,
aaj bhi rote hai unki yaad main,
jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi..
Mana ye waqt hame yaad karne wala nahi,
par bewaqt he yaad karliya karo,
mana aapke aspas sari duniya hai,
kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo..
Unhone dekha aur aansu gir pade,
bhari basant mein jaise phool bikhar pade,
dukh woh nahin ki unhone hume alvida kaha,
dukh to ye he ki uske bad wo khud ro pade..