Hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya Apni Zindagi ko talaash
karna hi chor diya Sab beeti hui baatein bhula di hum ne Ab Dil main
maazi basana chor diya Kaanton se bhar dete hain log daaman Hum ne
Aangan main Phool khilana hi chor diya Kabhi na maangen ge kisi se
bheek Mohabbat ki Is hi liye hum ne Pyaar karna hi chor diya
Dosti ka rishta kabi Purana nahi hota,
isse bada to koi Khajana nahi hota..
Dosti to Pyaar se b Pavitra hai
kyu ki iss me koi dost PAAGAL ya DEEWANA nahi hota.
Kalam uthayi hai lafz nahi milta
jisko dhoond rahe hain vo shaks nahin milta
phirte hain vo zamaane ki talaash mein
bas humare liye unhe waqt nahi milta
Aaap ki yaad me sab kuch bhulaye baithe hain
chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain
hum to marenge aap ki baahon mein
ye bhi maut se shart lagaye baithe hain
Arzoo-e-dil ne hamay diwana bana dia,
Roay na thay kabhi Aap nay rula dia,
Hum ne to her waqat yad kia Aap ko,
Lakin, Aap ne yad krty krty zamana laga dia.
Intay dino se jalanay nahi aya
jalti hui aag ko bujhanay nahin aya
kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
ab rooth gai hoon to
ullu ka patha mananay bhi nahin aya
na chupana koi baat dil mein ho agar
rakhna thora bhurosa aap hum per
hum nibhaenge dosti ka rishta iss kadar
k bhulane par bhy na bhula paoge humein zindagi bhur.